SONG: Der Se Hi Sahi Magar Tu Milaa To Hai Naa - देर से ही सही मगर तू मिला तो है ना

Der Se Hi Sahi Magar Tu Milaa To Hai Naa - देर से ही सही मगर तू मिला तो है ना

LYRICS:
maine khwabon mein tumhara noor dekha hai dil ne bhi tumko kahin toh zaroor dekha hai main roz tera chehra sunehra aankhon mein leke jagaa kya jaanta tha, tu bhi tha mera ab jo mila toh lagaa der se hi sahi magar tu mila mila toh hai na dheere dheere sahi magar faasla mita toh hai na der se hi sahi magar tu mila mila to haina dheere dheere sahi magar faasla mita toh hai na tujhse kisi bhi bahaane main roz milta rahoon khudko bhi main jaan loonga jo main tujhe jaan loon tu jo dikhaaye, dekhe nigaahein tu jo sunaaye, sunoo saanson ki hai kisi zaroorat tere bharose jiyun der se hi sahi magar tu mila mila to haina dheere dheere sahi magar faasla mita toh haina der se hi sahi magar tu mila mila to hai na dheere dheere sahi magar faasla mita toh haina rehne laga aaj kal hoon main paas itna tere saari teri aati jaati main gin sakoon dhadkane aankhon mein teri raatein khatam ho baahon mein ho har subah phir bhi na apni baatein khatam ho chalta rahe silsila der se hi sahi magar tu mila mila to haina dheere dheere sahi magar faasla mita toh haina der se hi sahi magar tu mila mila to haina dheere dheere sahi magar faasla mita toh haina