SONG: Der Lagi Aane Men Tumko Shukar Hai Phir Bhi Aaye To - देर लगी आने में तुमको शुक्र है फिर भी आ तो

Der Lagi Aane Men Tumko Shukar Hai Phir Bhi Aaye To - देर लगी आने में तुमको शुक्र है फिर भी आ तो

LYRICS:
der lagi aane me tumko shukr hai phir bhi aaye to shukr hai phir bhi aaye to der lagi aane me tumko shukr hai phir bhi aaye to shukr hai phir bhi aaye to aas ne dil ka saath na chhoda aas ne dil ka saath na chhoda waise hum ghabraaye to waise hum ghabraaye to der lagi aane me tumko shafaq dhanak mahtaab ghataye taare nagme bijli phool shafaq dhanak mahtaab ghataye taare nagme bijli phool us daaman me kya kya kuch hai kya kya kuch hai shafaq dhanak mahtaab ghataye taare nagme bijli phool us daaman me kya kya kuch hai wo daaman haath me aaye to wo daaman haath me aaye to wo daaman haath me aaye to wo daaman jhuth hai sab, jhuth hai sab taarikh humesha apne ko dohraati hai jhuth hai sab, jhuth hai sab taarikh humesha apne ko dohraati hai jhuth hai sab, jhuth hai sab taarikh humesha apne ko dohraati hai achaa mera khwab e jawaani thoda sa dohraaye to thoda sa dohraaye to thoda sa dohraaye to der lagi aane me tumko shukr hai phir bhi aaye to shukr hai phir bhi aaye to der lagi aane me tumko suni sunayi baat nahi hai suni sunayi baat nahi hai apne upar beeti hai suni sunayi baat nahi hai suni sunayi baat nahi hai apne upar beeti hai phul nikalte hain sholo se phul nikalte hain sholo se chahat aag lagaye to chahat aag lagaye to chaahat aag lagaye to der lagi aane me tumko shukr hai phir bhi aaye to shukr hai phir bhi aaye to der lagi aane me tumko