SONG: Dene Wala Jab Bhi Deta Pura Chhpad Phad Ke Deta - देने वाला जब भी देता पूरा छप्पर फाड़ के देता

Dene Wala Jab Bhi Deta Pura Chhpad Phad Ke Deta - देने वाला जब भी देता पूरा छप्पर फाड़ के देता

LYRICS:
dene wala jab bhi deta pura chhpar faad ke deta are nang dabang malang jano ko durbin se taad ke deta dene wala jab bhi deta pura chhpar fad ke deta na dekhe wo gora kala na deshi pardesi are jab chahe sone se bhar de fate sath ki keshi jisper isko pyar aa jata usko jebe jaad ke deta dene wala are dene wala jab bhi deta pura chhpar faad ke deta dene wala jab bhi deta pura chhpar faad ke deta are nang dadng malang jano ko durbin se taad ke deta data jab bhi de milkar bolo lao lao apne abba ka maal samajh kar khao khao hai purana farz hai uska jise wo dhumdahad ke deta dene wala dene wala jab bhi deta pura chhpar faad ke deta nang dadng malang jano ko durbin se taad ke deta mera data mujhpar maharban hai mere munh me chandi ki jaban hai mere hath me sone ki kaman hai jo bhi mere aage ayega muft me jute kha ke jayega jayega jayega jisko dena chahe data band kiwad ukhad ke deta dene wala dene wala jab bhi deta pura chhpar faad ke deta are nang dadng malang jano ko durbin se taad ke deta apna bhi agar is jahan me koi sahara hota raato ki khamoshiyo me kyu dil humara rota la la llla la lo lo hey hey hey hey lo lo o dene wala jab bhi deta pura chhpar faad ke deta dene wala la la la dene wala jab bhi deta pura chhpar faad ke deta nang dadng malang jano ko durbin se taad ke deta khet pare tuchali to khet pare aaha aaha khet pare tuchali to khet pare aaha aaha khet pare tuchali to khet pare lo lo lo waah re upar wale wha wha aha aha tere khel nirale wha wha aha aha gadho ko halwa baante bheso ko shaal dushale buro ke munh me shkkar aur bhalo ke munh sar kaale wha re upar wale wha wha aha aha khet pare tuchali to khet pare