SONG: Dekhu Kab Tak Teri Main Rah Sajna - देखूँ कब तक तेरी मैं राह सजना

Dekhu Kab Tak Teri Main Rah Sajna - देखूँ कब तक तेरी मैं राह सजना

LYRICS:
bujhne lagi hai shama tere intezaar ki ab aa bhi ja ke tut chali aas pyar ki dekhu kab tak teri main raah sajna dekhu kab tak teri main raah sajna teri rah sajna, teri rah sajna teri rah sajna, teri rah sajna dekhu kab tak teri main raah sajna dekhu kab tak teri main raah sajna chaand taaro ki baarat jaane lagi chaand taaro ki baaraat jaane lagi ab to aaja piya raat jaane lagi raat jaane lagi tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna dekhu kab tak teri main raah sajna phul saakho pe aaraam se so gaye phul saakho pe aaraam se so gaye tum naa jaane, naa jaane kaha kho gaye kahaa kho gaye mujhe sone na de teri yaad sajna mujhe sone na de teri yaad sajna dekhu kab tak teri main raah sajna teri rah sajna, teri rah sajna dekhu kab tak teri main raah sajna