SONG: Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyan - देखते-देखते जल गया आशियाँ

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyan - देखते-देखते जल गया आशियाँ

LYRICS:
dekhte-dekhte jal gaya aashiyaan kya sunau tujhe pyaar ki dastaan dekhte-dekhte jal gaya aashiyaan kya sunau tujhe pyaar ki dastaan tujhse kaise kahun dard ka maajra maine socha tha kyaa aur kyaa ho gaya paas aaye magar ho gayi duriyaa paas aaye magar ho gayi duriyaa kya sunau tujhe pyaar ki dastaan sabke hote hue bhi akeli hun main sabke hote hue bhi akeli hun main aap apne liye ik paheli hun main haay majburiyaan haay laachariyaan kya sunau tujhe pyaar ki dastaan phunk raha hai jigar ji rahi hun magar phunk raha hai jigar ji rahi hun magar haay mai lut gayi tu raha bekhabar mujhpe rote rahe ye zami aasmaan dekhte-dekhte jal gaya aashiyaan rah gayi raakh si uth rahaa hai dhuaan kyaa sunau tujhe