SONG: Dekhte Dekhte Aapko Dekhna Achcha Laga - देखते देखते आपको देखना अच्छा लगा

Dekhte Dekhte Aapko Dekhna Achcha Laga - देखते देखते आपको देखना अच्छा लगा

LYRICS:
dekhte dekhte aapko dekhna achcha laga, achcha laga aapke baare mein sochna, sajana dekhte dekhte aapko dekhna achcha laga, achcha laga aapke baare me sochna, sajana achcha laga, achcha laga dekhte dekhte ho o o o o aapko dekhna achcha laga, achcha laga aap aur mere bich kaa fasala aapki yaado kaa hasi kafila aap aur mere bich kaa fasala aapki yaado kaa hasi kafila aapke jo saath mein jee liya wo lamha jee liya wo lamha, achcha laga ho o o o achcha laga dekhte dekhte aapko dekhna achcha laga, achcha laga ye aapka hi pyaar hai, jo aap ko achcha laga ye aapka hi pyaar hai, jo aap ko achcha laga sach to ye hai ki pyaar ye hamko bhi achcha laga achcha laga, achcha laga aap ka sajana sawarna sanam aap ka sawarke wo rakhna kadam aap ka sajana sawarna sanam aap ka sawarke wo rakhna kadam aapke jo pav ke chumata hai wo rasta chumata hai wo rasta achcha laga, achcha laga ho o o achcha laga dekhte dekhte ho o o o o aapko dekhna achcha laga, achcha laga