SONG: Dekho Vo Chaand Chupake Karataa Hai Kyaa Ishaare - देखो वो चाँद चुपके करता है क्या इशारे देखो

Dekho Vo Chaand Chupake Karataa Hai Kyaa Ishaare - देखो वो चाँद चुपके करता है क्या इशारे देखो

LYRICS:
dekho vo chand chupke karta hai kya ishare dekho vo chand chupke karta hai kya ishare dekho shayad ye keh raha hai ham ho gaye tumhare ho gaye tumhare ham ho gaye tumhare ho gaye tumhare dekho ulfat ka aaj hamne iqarar kar liya hai lekin ye kaun jane kismat me kya likha hai manjil ko chal pade hai taqdir ke sahare ho gaye tumhare dekho vo chand chupke karta hai kya ishare dekho aisa na ho ki hamko raste me chhod jao jakar kahi kisi ki duniya nayi basao majhdhar me rahe ham lag jao tum kinare ho gaye tumhare dekho vo chand chupke karta hai kya ishare dekho dil me siva tumhare koi nahi hamare ye apne dil se pucho kya dil me hai tumhare dege meri gavahi kudrat ke ye nazare ho gaye tumhare dekho vo chand chupke karta hai kya ishare dekho