SONG: Dekho Taanga Mera Nirala - देखो तांगा मेरा निराला

Dekho Taanga Mera Nirala - देखो तांगा मेरा निराला

LYRICS:
dekho tanga mera nirala dekho tanga mera nirala yahi masjid yahi shiwala baithe milke yaha allahdin or shankar lala chal mere ghode chala chal koi aapas me ladwata koi rashta galat dihkata koi aapas me ladwata koi rashta galat dihkata par ghoda mera sabko manjil tak pahuchta chal mere ghode chala chal ye bhed khari khoti ka ghata dadi chhoti ka ye bhed khari khoti ka ghata dadi chhoti ka sach pucho to sab jhagda hai roti ka chal mere ghode chala chal koi ram ka hai mastana koi allah ka diwana koi ram ka hai mastana koi allah ka diwana hai rashte kayi par sabka ek thikana chal mere ghode chala chal koi aapas me ladwata koi rashta galat dihkata koi aapas me ladwata koi rashta galat dihkata par ghoda mera sabko manjil tak pahuchta chal mere ghode chala chal ye bhed khari khoti ka ghata dadi chhoti ka ye bhed khari khoti ka ghata dadi chhoti ka sach pucho to sab jhagda hai roti ka chal mere ghode chala chal