SONG: Dekho Shor Na Machana - देखों शोर ना मचाना

Dekho Shor Na Machana - देखों शोर ना मचाना

LYRICS:
dekho shor na machana o dekho shor na machana kisi aur ko na bulana ye hai apni baat rahe apne sath kahi sun le na ye zamana dekho shor na machana kisi aur ko na bulana ye duniya soyi soyi ye duniya soyi soyi sapno me khoyi khoyi koi nahi aayega koi na bachayega chalega na koi bahana dekho shor na machana kisi aur ko na bulana mere dil me hai halchal mere dil me hai halchal hai zindagi pal do pal aaj hi jeena aaj hi marna kal ka koi na thikana dekho shor na machana kisi aur ko na bulana ye hai apni baat rahe apne sath kahi sun le na ye zamana kahi sun le na ye zamana o kahi sun le