SONG: Dekho Re Dekho Band Baje Ke Sath - देखों रे देखों बैंड बाजे के साथ

Dekho Re Dekho Band Baje Ke Sath - देखों रे देखों बैंड बाजे के साथ

LYRICS:
are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath dulhe raje ke sath meri bahna ki saj ke, barat aa gayi aaj nachenge hum aaj nachenge hum, aur gaayenge hum dekho khushiyo, ki raat aa gayi aa gayi, o dekho khushiyo, ki raat aa gayi are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath are suno suno o jija ji are suno suno o jija ji hum baat pate ki bataye ari humri bahaniya, me bade bade gun gin gin ke tumko sunaye badi bholi bhi hai, mithi goli bhi hai sidhi sidhi bhi hai, tedhi tedhi bhi hai ha chalna sambhal ke hey o ho chalna sambhal ke, akad ke na rahna jo bhi kahna ho, pyar se kahna dekho madhur milan, ki raat aa gayi are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath kal tak to the akele akele kal tak to the akele akele aaj se ban gaye ho do, do do aaj se ban gaye ho do are sare barati dete duaye jaao phulo phalo are jaao phulo phalo abhi to ek ho ha ha ek ho ek se honge do, do se honge teen teen se honge char teen char paanch chhah saat aath nau das bas bas yaar bas, magar kyu bandinas yani nasbandi ha ha baat pate ki, pate ki pate ki pate ki are are are wo to samjhe is nasbandi me hum apna gaana hi bhul gaye kya tha kya tha kya tha kya tha ha one two three four dekho re dekho re dekho, band baje ke sath are dekho re dekho re dekho, band baje ke sath dulhe raje ke sath meri bahna ki saj ke, barat aa gayi aaj nachenge hum, aur gaayenge hum dekho khushiyo, ki raat aa gayi aa gayi, o dekho khushiyo, ki raat aa gayi