SONG: Dekho Qasam Se, Dekho Qasam Se, Kahate Hain Tumase Haan - देखो क़सम से क़सम से, कहते हैं तुमसे हाँ

Dekho Qasam Se, Dekho Qasam Se, Kahate Hain Tumase Haan - देखो क़सम से क़सम से, कहते हैं तुमसे हाँ

LYRICS:
dekho qasam se qasam se, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan dekho qasam se qasam se, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan raat hai divaani, mast hai fizaaye raat hai divaani, mast hai fizaaye chaadani suhaani, sard hai havaaye hum bhi akele tum bhi akele, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan dekho qasam se qasam se, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan jaate ho to jaao chal diye ji hum bhi jaate ho to jaao chal diye ji hum bhi aap aao ya na aao ab nahi hai gam bhi hum bhi akele tum bhi akele, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan dekho qasam se qasam se, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan kya lagaayi tumne ye qasam qasam se kya lagaayi tumne ye qasam qasam se lo thahar gaye ham, kuchh kaho bhi ham se tanke na chaliye banke na chaliye, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan dekho qasam se qasam se, kahte hai tumse haan tum bhi jaloge haath maloge, ruth ke hamse haan