SONG: Dekho Paao Me Pehen Kar Payaliya - देखो पावों में पहन कर पायलियाँ

Dekho Paao Me Pehen Kar Payaliya - देखो पावों में पहन कर पायलियाँ

LYRICS:
dekho dekho dekho paawo me pehan kar payaliya paawo me pehan kar payaliya wo dekho chali ek gwaniyan dekho kahan chali ho kahan chali ye chali ye gwaniyan ho matwaari pyaari pyaari ye gwaniyan dekho dekho dekho dekho dekho pag mein payal sar par matki pag mein payal sar par matki mukhde par kaali kaali lat latki mukhde par kaali kaali lat latki cham cham karti rukti darti cham cham karti rukti darti wo or chali hai panghat ke kahan chali ho kahan chali ye chali ye gwaniyan ho matwaari pyaari pyaari ye gwaniyan dekho dekho dekho dekho dekho madhuban ki suni gali gori chali kis aur dekho mad roke khada matwara nand kishor mad mein atki chipti chipti mad mein atki chipti chipti dekho jo chavi us natkhat ki sab bhul gai sudh budh tan ki sab bhul gai sudh budh tan ki man ke mukhde se ghunghat ki o kahan chali kahan chali ho kahan chali ye chali ye gwaniyan ho matwaari pyaari pyaari ye gwaniyan dekho dekho dekho dekho dekho