SONG: Dekho Na Jao Aye Jaan-E-Man, Dil Na Dukhao Aye Janema - देखो ना जाओ ओ बेरहम, दिल ना दुखाओ ओ बेरहम

Dekho Na Jao Aye Jaan-E-Man, Dil Na Dukhao Aye Janema - देखो ना जाओ ओ बेरहम, दिल ना दुखाओ ओ बेरहम

LYRICS:
dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham humse najar to mila ek dafa muskura dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham humse najar to mila ek dafa muskura dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham bahut muntajir tha ye dil ki fir se mulakat ho juban se na ho to na ho nigahon se hi baat ho dekho na jao o beraham, adab-e-arz dil na dukhao o beraham humse najar to mila ek dafa muskura dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham mere ishq ki intada vo ek shaam ki shokhiyan mere pyar ki intiha ye faila hua aasman dekho na jao o beraham, dil na dukhao o beraham humse najar to mila ek dafa muskura dekho na jao o beraham adab-e-arz dil na dukhao o beraham mohabbat buri cheez hai to hum bhi hain shayad bure magar ye sharafat hai kya ki diye ke jhalte bane dekho na jao a beraham dil na dukhao o beraham humse najar to mila ek dafa muskura dekho na jao o beraham dil na dukhao o beraham