SONG: Dekho Na Aanch Aaye Tirange Ko - देखो न आंच आये तिरंगे को

Dekho Na Aanch Aaye Tirange Ko - देखो न आंच आये तिरंगे को

LYRICS:
dekho na aanch aaye tirnge ki shan ko aajadiya dilai hai hindostaan ko bolo kangres ki jai bolo kangres ki jai bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho jeet li hai manjil door ki hai mushkile har jagah sajai hai tarkkiyo ki mahfile tarkkiyo ki mahfile bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho aap sabke waste bapu ne khole raste aao iski raah par gair se bachate huye gair se bachate huye bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho jisko jagmag diy ahai neharu ji ke kam ne kya bujhegi aisi jyoti aandhiyo ke samne aandhiyo ke samne bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho jispe dukh na aaye ho kaun sa wo raaj hai dil hamara saaf tha sar pe dekho taaj hai sar pe dekho taaj hai bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho aao iske saye mein aaj jalti dhoop hai shastri ji kah gaye ye aman ka roop hai ye aman ka roop hai bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho aan par jo jaan de sab ke sab mahan hai kah rahi hai indira ji inme sab insan hai bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai kangres ki jai kangres ki jai ho kangres ki jai ho