SONG: Dekho Mose Sanchi Kaho Banwari - देखो मोसे साँची कहो बनवारी

Dekho Mose Sanchi Kaho Banwari - देखो मोसे साँची कहो बनवारी

LYRICS:
dekho mose sanchi kaho banwari dekho mose sanchi kaho banwari bans ki bansi hum se bhi pyari bans ki bansi hum se bhi pyari kaisi prit bihari dekho mose sanchi kaho banwari dekho mose sanchi kaho banwari banke bansiya mukh se lagi rahe sautan badi dulari haye ram sautan badi dulari raat beraat raat berat gave bairaniya ud jaye nind hamari dekho mose sanchi kaho banwari dekho mose sanchi kaho banwari o tum rasiya sabke man basiya makhan chor murari haye ram makhan chor murari mano na mano mano na mano hey manmohan radha ek tihari dekho mose sanchi kaho banwari dekho mose sanchi kaho banwari