SONG: Dekho Kaanha Nahee Maanat Batiya - देखो कान्हा नहीं मानत बतियाँ

Dekho Kaanha Nahee Maanat Batiya - देखो कान्हा नहीं मानत बतियाँ

LYRICS:
dekho kanha nahee manat batiya dekho kanha nahee manat batiya chhaliya chhede bansuriya dekho kanha nahee manat batiya bansi baja ke kare barjori bansi baja ke kare barjori binati karu par mane nahi mori dekho, dekho roke hamari dagariya chhaliya chhede basuriya dekho kanha nahi manat batiya jamuna pe aayi bharan gagariya gagariya gagariya jamuna pe aayi bharan gagariya nir bharat jamuna tat par jab bhar bhar nir uthaye gagar tab dagar chalat mohe chedat langar hat jao ji kuvar,futi jat gagar mohe chhod chhod madhav, madhav, madhav mohe chhod chhod madhav, madhav, madhav mohe chhod chhod madhav, madhav, madhav jamuna pe aayi bharan gagariya jamuna pe aayi bharan gagariya mai to bholi shyama gujariya bhari gagari me more kankadiya chhaliya chhede basuriya dekho kanha nahi manat batiya chhaliya chhede basuriya dekho kanha nahi manat batiya