SONG: Dekho Ji Dekho Ek Baar Is Taraf Dekho - देखो जी देखो इक बार इस तरफ़ देखो

Dekho Ji Dekho Ek Baar Is Taraf Dekho - देखो जी देखो इक बार इस तरफ़ देखो

LYRICS:
dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko dekho ji dekho ek baar is taraf dekho ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein bahaaron ko aaye huye chaar din bahaaron ko aaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din hamein dil lagaaye huye chaar din dekho na todo aise suhaane sapne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein dua do ke yeh dil reham kar gaya dua do ke yeh dil reham kar gaya kaho yeh ke jaadoo asar kar gaya kaho yeh ke jaadoo asar kar gaya yeh jaadoo hai kis ka maalum nahi apne ko ye dil bana hai sheeshe ka patthar pe is ko mat phenko chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein hum ne to aisi uljhan mein kaati hain sainkadon raatein