SONG: Dekho Ji Aayi Suhani Raat

Dekho Ji Aayi Suhani Raat

LYRICS:
dekho ji aayi suhani raat kisi ko karni hai ek baat jara kisi ki yaad sataye ghataye chhaye hai ghanghor dekho ji van me naache mor papiha pi pi gaye papiha pi pi gaye kisi ki yaad sataye ye jo dulhan ghunghat khole piya bhi sharmaa jaye kisi ki yaad sataye tumhari yaad hai dil me tumhari yaad hai dil me liya hai isme tumne basera rashta kaun dikhaye rashta kaun dikhaye kisi ki yaad sataye hataye chhaye hai ghanghor dekho ji van me naache mor papiha pi pi gaye papiha pi pi gaye kisi ki yaad sataye