SONG: Dekho Bhagwan Ye Pyara Desh - देखो भगवान ये प्यारा देश

Dekho Bhagwan Ye Pyara Desh - देखो भगवान ये प्यारा देश

LYRICS:
dekho bhagwan ye pyara desh hua shamshan dekho bhagwan ye pyara desh hua shamshan dekho bhagwan he bhagwan ye kaisi ladai vida hue bahno se bhai is mata ka is mata ka gaya sahara is mata ka gaya sahara beta mara jawan pyara desh hua shamshan dekho bhagwan kitna sundar ye khilona saha na jata iska rona kitna sundar ye khilona saha na jata iska rona kaha hai iska pita batao kaha hai iska pita batao ye balak nadan pyara desh hua shamshan dekho bhagwan ye nari kal tak thi suhagan ho gayi vidhwa aaj abhaagan is dukhiya ka is dukhiya ka piya hua hai is dukhiya ka piya hua hai maut ke ghar mehman pyara desh hua shamshsan dekho bhagwan ye pyara desh hua shamshan dekho bhagwan