SONG: Dekhiye Huzur Mujhse Rehke Door Door Kheliye Na Dile Bekrar Se - देखिए हुजूर मुझसे रहके दूर दूर खेलिये ना दिले बेकरार से

Dekhiye Huzur Mujhse Rehke Door Door Kheliye Na Dile Bekrar Se - देखिए हुजूर मुझसे रहके दूर दूर खेलिये ना दिले बेकरार से

LYRICS:
dekhiye hujur mujhse rahke dur dur kheliye na dile bekarar se pyar ka jabab dije pyar se chodiye ji hath kije dur se hi baat aap kyu hai itne bekarar se baaj aaye hum to aise pyar se dekhiye hujur mujhse rahke dur dur kheliye na dile bekarar se pyar ka jabab dije pyar se itni berukhi hamse kis liye dil diya hai kya hamne is liye itni berukhi hamse kis liye dil diya hai kya hamne is liye aap to janab the bade bhale baat baat me pad gaye gale chal diye kaha baatsuniye maharban baithiye to do ghadi karar se pyar ka jabab dije pyar se aap kyu hai itne bekarar se baj aaye hum to aise pyar se dekhiye hujur mujhse rahke dur dur yu hame kahi dekh le koi sochiye jara kya kahe koi yu hame kahi dekh le koi sochiye jara kya kahe koi koi kuch kahe kahne dijiye pyar ke hai din pyar kijiye jaiye janab kaha hum hai kaha aap ful kyu uljhane lage har se baaj aaye hum to aise pyar se dekhiye hujur mujhse rahke dur dur kheliye na dile bekarar se pyar ka jabab dije pyar se aapki kasam suniye to jara bekarar dil kah raha hai kya aapki kasam suniye to jara bekarar dil kah raha hai kya dil ki baat ka aitabar kya aap se bura dil hi aapka aap ko nahi jo dil ki baat pe yaki to puch lije mausame bahar se pyar ka jabab dije pyar se chodiye ji hath kije dur se hi baat aap kyu hai itne bekarar se baaj aaye hum to aise pyar se dekhiye hujur mujhse rahke dur dur kheliye na dile bekarar se pyar ka jabab dije pyar se