SONG: Dekhiye Huzur Mujhse Rah Ke Dur Dur - देखिये हुज़ूर मुझसे रह के दूर-दूर

Dekhiye Huzur Mujhse Rah Ke Dur Dur - देखिये हुज़ूर मुझसे रह के दूर-दूर

LYRICS:
dekhiye huzur mujhse rah ke dur dur kheliye na dil e beqarar se dekhiye huzur mujhse rah ke dur dur kheliye na dil e beqarar se pyar ka jawab dijiye pyaar se chodiye ji hath kijiye dur hi se baat kam lijiye thode intazar se baaj aaye ham to aise pyaar se dekhiye huzur mujhse rah ke dur dur kheliye na dil e beqarar se pyar ka jawab dijiye pyaar se itani berukhi hamse kisliye, dil diya hai kya hamne isaliye itani berukhi hamse kisliye, dil diya hai kya hamne isaliye aap to janab had se badh chale, bato bato me pad gaye gale chal diye kaha baat suniye meharaba baithine to do ghadi qaraar se pyar ka jawab dijiye pyaar se chodiye ji hath kijiye dur hi se baat kam lijiye thode intazar se yu hame agar dekh le koyi, sochiye zara kya kahe koyi yu hame agar dekh le koyi, sochiye zara kya kahe koyi koyi kuch kahe kahane dijiye, pyaar ke hai din pyaar kijiye jaiye janab kaha ham hai kaha aap phul kyo uljhane lage khar se baaj aaye ham to dekhiye huzur mujhse rah ke dur dur kheliye na dil e beqarar se pyar ka jawab dijiye pyaar se aapki qasam sune to zara, beqarar dil kah raha hai kya aapki qasam sune to zara, beqarar dil kah raha hai kya dil ki baat ka aitabar kya, aapse bura dil hai aapka aapko nahi jo dil ki baat par yaqi to puch lijiye mausam e bahaar se pyar ka jawab dijiye pyaar se chodiye ji hath kijiye dur hi se baat kam lijiye thode intazar se baaj aaye ham to aise pyaar se dekhiye huzur mujhse rah ke dur dur kheliye na dil e beqarar se pyar ka jawab dijiye pyaar se