SONG: Dekhi Teri Duniya Pathar Ki Rahe - देखी तेरी दुनिया पत्थर की राहें

Dekhi Teri Duniya Pathar Ki Rahe - देखी तेरी दुनिया पत्थर की राहें

LYRICS:
dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil ho dekhi teri dunia dekhi teri dunia dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil ho dekhi teri dunia sang jiske dole haske wo saki koi gir pade to chale thukrake chale thukrake chale thukrake koi sahara mange to jalim chal de wahi se aankh bachake aankh bachake chahe koi roye chahe koi gaye par na pasije dunia ka dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil ho dekhi teri dunia thokar se tode shishe dilo ke or itraati fire chal pe apni chal pe apni chal pe apni angan se leke bazar tak sabko nachati fire tal pe apni tal pe apni chahe koi roye chahe koi gaye par na pasije dunia ka dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil ho dekhi teri dunia insaniyat kya kaisi mohabbat sabka ye jalim tamasha banaye tamasha banaye tamasha banaye ghunghat ki kimat aachal ka sauda kare jo koi to wahi pe chukaye chahe koi roye chahe koi gaye par na pasije dunia ka dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil dekhi teri dunia pathar ki rahe pathar ke insan pathar ke dil ho dekhi teri dunia