SONG: Dekhi Anadi Tori Preet Re, Chhup Ke Jharoke Se Dil Ko Jalaye - देखी अनाड़ी तोरी प्रीत रे, छुप के झरोखे से दिल को जलाए

Dekhi Anadi Tori Preet Re, Chhup Ke Jharoke Se Dil Ko Jalaye - देखी अनाड़ी तोरी प्रीत रे, छुप के झरोखे से दिल को जलाए

LYRICS:
roti sukh ke ban gai lakadi or mai sukh ke kata jab se tune ae ae kahke mara pyar ka chata dekhi anadi tori prit re dekhi anadi tori prit chup ke jharokhe se dil ko jalaye re shiki kaha se aisi rit dekhi anadi tori prit re dekhi anadi tori prit mujhe tadpaya tumne ke jaise machhali tadpe haye mujhe tadpaya tumne ke jaise machhali tadpe mera bhi dam tutega sitamgar tere dar pe haye haye baitha rahuga khidki ke niche baitha rahuga rahuga khidki ke niche chahe umar jaye bit dekhi anadi tori prit dekhi anadi tori prit mai bechu dil ka kumcha khada tere raste me utha le utha le mai bechu dil ka kumcha khada tere raste me ager tu hans ke dekhe to mit jau saste me tujhko khabar kya teri gali me tujhko khabar khabar kya teri gali me ro ro ke gaye maine git dekhi anadi tori prit dekhi anadi tori prit mai tere sine me ulfat jaga ke chhod uga mai tere dil ko machli bana ke chhod uga mai aasuo se mai aasuo se baha duga har taraf dariya dariya dariya or mai tujhe bhi apne sath baha ke chhod uga ji tujhe agar pa saka mai ji tujhe agar pa saka mai mar ke to hogi meri jit dekhi anadi tori prit dekhi anadi tori prit dekhi anadi tori prit