SONG: Dekhanaa Qismat Ki Aap Apane Pe Rashk Aa Jaaye Hai - देखना क़िस्मत के आप अपने पे रश्क आ जाये है

Dekhanaa Qismat Ki Aap Apane Pe Rashk Aa Jaaye Hai - देखना क़िस्मत के आप अपने पे रश्क आ जाये है

LYRICS:
dekhnaa kismat ke aap apne pe rashk aa jaaye hai mai use dekhun bhalaa kab mujhse dekhaa jaaye hai dekhnaa kismat ke aap gair ko yaa-rab wo kyun kar manaa gustaakhi kare gar hayaa bhi usko aati hai to sharmaa jaaye hai dekhnaa kismat ke aap ho ke aashiq wo pari-rukh aur naazuk ban gayaa ho ke aashiq wo pari-rukh aur naazuk ban gayaa rang khultaa jaaye hai jitnaa ke udtaa jaaye hai dekhnaa kismat ke aap shauq ko ye lat ke hardam naa laa kheche jaaiye dil ki wo haalat ke dam lene se ghabraa jaaye hai dekhnaa kismat ke aap apne pe rashk aa jaaye hai dekhnaa kismat ke aap