SONG: Dekha Phulo Ko Kanto Pe Sote Huye - देखा फूलों को काँटों पे सोते हुए

Dekha Phulo Ko Kanto Pe Sote Huye - देखा फूलों को काँटों पे सोते हुए

LYRICS:
dekha phulo ko kanto pe sote huye dekha toofan ko kasti dubote huye dekh sakta hu mai kuch bhi hote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hu mai kuch bhi hote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye ek din bigadi kismat sanwar jayegi ek din bigadi kismat sanwar jayegi ye khushi humse bachkar kidhar jayegi gam na kar jindagi yu gujar jayegi raat jaise gujar gayi sote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye tu bhi sun le jo maine suna ek din tu bhi sun le jo maine suna ek din baag me sair ko gaya ek din ek malan ne mughse kaha ek din phul kanto se kaliya pirote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hu mai kuch bhi hote huye dekh sakta hu mai kuch bhi hote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye nahi mai nahi dekh sakta tujhe rote huye