SONG: Dekha Idhar Udhar Toh Yeh Thokar Lagee Mujhe - देखा इधर उधर तो ये ठोकर लगी मुझे

Dekha Idhar Udhar Toh Yeh Thokar Lagee Mujhe - देखा इधर उधर तो ये ठोकर लगी मुझे

LYRICS:
dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe apni hi chap raah ka patthar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe bhadka hua tha shola-e-ehasas is kadar bhadka hua tha shola-e-ehasas is kadar sahra ki dhup saaye se behtar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe taksim ho gaya hu mai khairaat ki tarah taksim ho gaya hu mai khairaat ki tarah duniya kisi fakir ki chaadar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe yu dil bujha ke khun se uthne laga dhua yu dil bujha ke khun se uthne laga dhua uthate dhuein ki lau tera paikar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe pathra chala hai jism bhi aankho ke saath saath pathra chala hai jism bhi aankho ke saath saath woh jalb-e-intjaar mujaffar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe apni hi chap raah ka patthar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe dekha idhar udhar to ye thokar lagi mujhe