SONG: Dekha Hai Maine Tumhe Fir Se Palat Ke - देखा है मैंने तुम्हें फिर से पलट के

Dekha Hai Maine Tumhe Fir Se Palat Ke - देखा है मैंने तुम्हें फिर से पलट के

LYRICS:
dekha hai maine tumhe fir se palat ke tumme hai bat koi oro se hat ke aaj tumse mulakat ho gayi dil me thi wahi bat ho gayi kisi se dil laga liya dekha hai maine tumhe fir se palat ke tumme hai bat koi oro se hat ke hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna kahne ko to dunia hai apni tum jo nahi ho to kuch bhi nahi najar me tum sama gaye dekha hai maine tumhe fir se palat ke tumme hai bat koi oro se hat ke na jane hai wo konsa nasha bina piye mai to bahakne laga na jane hai wo konsa nasha bina piye mai to bahakne laga ho gayi bhul mujhe maf karna hath lag jaye to bhi chup rahna mai hosh me nahi raha dekha hai maine tumhe fir se palat ke tumme hai bat koi oro se hat ke aaj tumse mulakat ho gayi dil me thi wohi bat ho gayi kisi se dil laga liya dekha hai maine tumhe fir se palat ke tumme hai bat koi oro se hat ke