SONG: Dekh Tere Sansaar Ki Haalat Kyaa Ho Gai Bhagavaan - देख तेरे संसार की हालत, क्या हो गई भगवान

Dekh Tere Sansaar Ki Haalat Kyaa Ho Gai Bhagavaan - देख तेरे संसार की हालत, क्या हो गई भगवान

LYRICS:
dekh tere sansar ki halat kya ho gayi bhagwan kitna badal gaya inasan kitna badal gaya inasan suraj na badla chand na badla na badla re asaman kitna badal gaya inasan kitna badal gaya inasan aya samay bada bedhanga aaj adami bana lafanga kahi pe jhagda kahi pe danga nach raha nar ho kar nanga chhal or kapat ke hatho apna bech raha iman kitna badal gaya inasan kitna badal gaya inasan dekh tere sansar ki halat kya ho gayi bhagwan kitna badal gaya inasan kitna badal gaya inasan ram ke bhakt rahim ke bade rachte aj fareb ke phade ram ke bhakt rahim ke bade rachte aj fareb ke phade kitne ye makkar ye adhe dekh liye inke bhi dhandhe inhi ki kali kartuto se hua ye mulk mashan kitna badal gaya inasan dekh tere sansar ki halat kya ho gayi bhagwan kitna badal gaya inasan kitna badal gaya inasan jo hum apas me na jhagdte bane huye kyu khel bigdte kahe lakho ghar ye ujadte kyu ye bachche ma se bichhdate fut fut kar kyu rote pyare bapu ke pran kitna badal gaya inasan kitna badal gaya inasan dekh tere sansar ki halat kya ho gayi bhagwan kitna badal gaya inasan kitna badal gaya inasan