SONG: Dekh Tere Bhagwan Ki Halat Kya Ho Gayi Insaan - देख तेरे भगवान की हालत क्या हो गई इन्सान

Dekh Tere Bhagwan Ki Halat Kya Ho Gayi Insaan - देख तेरे भगवान की हालत क्या हो गई इन्सान

LYRICS:
dekh tere bhagwan ki halat kya ho gayi insan kitna badal gaya bhagwan kitna badal gaya bhagwan kitna badal gaya bhagwan bhukho ke ghar me phera na dale setho ka ho mehman kitna badal gaya bhagwan kitna badal gaya bhagwan sun kar is paapi ko tano sun kar is paapi ko tano badal na lijo apno thikano he bhagwan he bhagwan mharo tharo prem purano mharo tharo prem purano ham hai thaile tum ho khazano bharte rahiyo daas ki jholi dete rahiyo daan tumhaari jay jay ho bhagwan tumhaari jay jay ho bhagwan o kitna badal gaya bhagwan kitna badal gaya bhagwan dhan wale hai bade machhandar sone ke banwaye mandar bhagwan rahte inke andar khari khari kahta hai kalandar ban baitha hai is duniya me dharam se dhan balawan kitna badal gaya bhagwan kitna badal gaya bhagwan dekh tere bhagwan ki halat kya ho gai insan kitna badal gaya bhagwan kitna badal gaya bhagwan bhuukho ke ghar me phera na dale setho ka ho mehmaan kitna badal gaya bhagwan kitna badal gaya bhagwan