SONG: Dekh Le Is Jahan Me Dil Laga Ke Dekh Le - देख ले इस जहाँ में दिल लगा के देख ले

Dekh Le Is Jahan Me Dil Laga Ke Dekh Le - देख ले इस जहाँ में दिल लगा के देख ले

LYRICS:
dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le muskura ke dekh muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le husn kah raha hai mujhse pyar kar dil laga ke dil ko bekrar kar ek najar najr mila ke dekh le muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le jindagi se dar raha hai kis liye kal ki fikr kar raha hai kis liye aaj ko hansi bana ke dekh le muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le vakt bevakt ki baat chhod de dil ko ab kisi ke sath jod de dhadkano ki may batha ke dekh le muskura ke dekh le khushiyan mana ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le dekh le is jahan mein dil laga ke dekh le