SONG: Dekh Ke Teri Maya - देख के तेरी माया

Dekh Ke Teri Maya - देख के तेरी माया

LYRICS:
dekh ke teri maya parbhu mera man lalchaya dekh ke teri maya parbhu mera man lalchaya koi rav koi rank bikhari kahi dhup kahi chhaya rang rangili kashti teri manava phire bulaya parbhu mera man lalchaya dekh ke teri maya parbhu mera man lalchaya saty marg ko bhul gaya mai dekh ke kanchan kaya nain khule tab laga sochne kya khoya kya paya parbhu mera man lalchaya dekh ke teri maya parbhu mera man lalchaya apne rup ki chhavi dikhla do abhilasha hai darsh dikha do gyan ki jyot jala do man me sharan tumhari aaya parbhu mera man lalchaya dekh ke teri maya parbhu mera man lalchaya