SONG: Dekh Gagan Me Kali Ghata Kya Kahti Hai - देख गगन में काली घटा क्या कहती है

Dekh Gagan Me Kali Ghata Kya Kahti Hai - देख गगन में काली घटा क्या कहती है

LYRICS:
dekh gagan me dekh gagan me kaali ghata kya kahti hai kahti hai dekh gagan me dur kahi dur kahi koyal ki sada kya kahti hai, kahti hai dekh gagan me roz aaye aisi rate roz aaye aisi rate jaan le mere man ki bate kaise kahu sharmayi nigah kya kahti hai kahti hai dekh gagan me aankho ki jo bat maane tu bedard hai tu bedard hai tu kya jane husn ki har khamosh ada kya kahti hai kahti hai dekh gagan me kisse mohabbat hai batla de ha prem ras ras barsa de dekh pawan ki mast ghataye dekh pawan ki mast hawa kya kahti hai kahti hai dekh gagan me dekh gagan me kaali ghata kya kahti hai kahti hai dekh gagan me