SONG: Dekh Chand Ki Aur (Kahi Ka Deepak, Kahi Ki Baati) - देख चाँद की ओर (कही का दीपक, कही की बाती)

Dekh Chand Ki Aur (Kahi Ka Deepak, Kahi Ki Baati) - देख चाँद की ओर (कही का दीपक, कही की बाती)

LYRICS:
kahi ka deepak kahi ki baati kahi ka deepak kahi ki baati aaj bane hai jeevan saathi dekh hasa hai chaand musafir dekh chaand ki aur dekh chaand ki aur dekh chaand ki aur musafir dekh chaand ki aur dekh chaand ki aur dekh ghata ghanghor dekh ghata ghanghor mussafir dekh ghata ghanaghor dekh ghata ghanaghor chaand ke mukh par ghunghat daale khel rahi jo khel khel rahi jo khel chipa liya aanchal me mukhda dekh ghata ka khel dekh ghata ka khel khel khel me dekh musafir bandhi preet ki dor dekh chaand ki aur dekh chaand ki aur musafir dekh chaand ki aur dekh chaand ki aur dekh lehar ki aur dekh lehar ki aur musaafir dekh lehar ki aur dekh lehar ki aur tadap uthi jo dekh chaand ko chipa na payi preet chipa na payi preet milan hua chanda lehero ka gunj utha sangeet gunj utha sangeet jhoom uthe hai dekh musafir chanda aur chakor dekh chaand ki aur dekh chaand ki aur musafir dekh chaand ki aur dekh chaand ki aur