SONG: Deewana Ye Parwana - दिवाना ये परवाना

Deewana Ye Parwana - दिवाना ये परवाना

LYRICS:
deewana ye parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana deewana ye parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana jaan jalaye sukh paaye jalne mein mazaa aaye jaan jalaye sukh paaye jalne mein mazaa aaye jalne ke dhang nirale samjhe kya duniya wale ishq tera afasana shamma pe aaya leke dil ka nazarana deewana parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana deewana parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana parwane ke pankh jalake shamma bhi pachhtaye parwane ke pankh jalake shamma bhi pachhtaye yaad mein parwane ki subah tak jaan jalaye ho o, khel nahi dil ka lagana shamma pe aaya leke dil ka nazarana ye deewana ye parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana ye deewana ye parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana jalne jalane mein kahani hain pyar ki mitne mitaane mein jawani hain pyar ki pyar mein marna ho jeene ka bahana shamma pe aaya leke dil ka nazarana ye deewana ye parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana ye deewana ye parwana shamma pe aaya leke dil ka nazarana