SONG: Deewana Keh Ke Aaj Mujhe Phir Pukariye - दीवाना कह के आज मुझे फिर पुकारिए

Deewana Keh Ke Aaj Mujhe Phir Pukariye - दीवाना कह के आज मुझे फिर पुकारिए

LYRICS:
dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye dewana lag jaye apko na kisi ki nazar kahi lag jaye apko na kisi ki nazar kahi ghar ja ke apne husn ka sadka utariye ghar ja ke apne husn ka sadka utariye hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye dewana julfe sawarne se banegi na koi bat julfe sawarne se banegi na koi bat uthiye kisi garib ki kismat sawariye uthiye kisi garib ki kismat sawariye hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye dewana ek bar kar hi dijiye is dil ka faisla ek bar kar hi dijiye is dil ka faisla rah rah ke yu nigah ke khanjar na mariye rah rah ke yu nigah ke khanjar na mariye hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye dewana