SONG: Deewana Aadmi Ko Banati Hain Rotiya - दीवाना आदमी को बनाती हैं रोटियाँ

Deewana Aadmi Ko Banati Hain Rotiya - दीवाना आदमी को बनाती हैं रोटियाँ

LYRICS:
deewana aadmi ko banati hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya khud nachati hain, sabko nachati hain rotiya khud nachati hain, sabko nachati hain rotiya deewana aadmi ko budha chalaye thele, ko phako se jhul ke budha chalaye thele, ko phako se jhul ke bachha uthaye bojh, khilauno ko bhul ke bachha uthaye bojh, khilauno ko bhul ke dekha naa jaye jo, dekha naa jaye jo so dikhati hain rotiya, so dikhati hain rotiya deewana aadmi ko baithee hai jo chehare pe, mal ke jigar kaa ku duniya bura kahe inhe par, mai toh yeh kahu duniya bura kahe inhe par, mai toh yeh kahu kothe pe baith o kothe pe, baith aankh ladati hain rotiya ladatee hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya kehta tha ik fakeer ki, rakhna jara najar roti ko aadmi hi, nahi khate bekhabar roti ko aadmi hi, nahi khate bekhabar aksar toh aadmi ko, aksar toh aadami ko khati hain rotiya, khatee hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya tujhko pate ki bat batau mai jaan-e-man kyu chand par pahunchane, ki insan ko hai lagan kyu chand par pahunchane, ki insan ko hai lagan insan ko chand me, insan ko chand me najar aati hain rotiya, najar aati hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya khud nachati hain, sabko nachati hain rotiya nachati hain rotiya deewana aadmi ko banati hain rotiya