SONG: Deep Jal Raha Hai Magar Roshni Kaha - दीप जल रहा है मगर रौशनी कहाँ

Deep Jal Raha Hai Magar Roshni Kaha - दीप जल रहा है मगर रौशनी कहाँ

LYRICS:
deep jal raha deep jal raha hai magar roshni kaha sans chal rahi hai magar zindagi kaha deep jal raha dhaye ja sitam pe tu sitam mere jaha dhaye ja sitam pe tu sitam mere jaha jee rahe hai gum se hum to beraham yaha chand khil raha hai magar chandani kaha sans chal rahi hai magar zindagi kaha deep jal raha kya saza de unko jinka ye kasur hai kya saza de unko jinka ye kasur hai dil ke paas hai magar nazar se dur hai sur machal rahe hai magar baat ye kaha sans chal rahi hai magar zindagi kaha deep jal raha hai magar roshni kaha sans chal rahi hai magar zindagi kaha deep jal raha