SONG: De Ke Mujhe Wah Dard-E-Jigar - देके मुझे वो दर्द-ए-जिगर भूल गए क्या, भूल गए

De Ke Mujhe Wah Dard-E-Jigar - देके मुझे वो दर्द-ए-जिगर भूल गए क्या, भूल गए

LYRICS:
deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye jikar yahi hai sham-o-sahar bhul gaye kya, bhul gaye deke mujhe wo lahrati huyi ae thandi hawa lahrati huyi ae thandi hawa paigam, paigam unhe tu mera suna paigam unhe tu mera suna kahna, kahna milake mujhese najar bhul gaye kya, bhul gaye deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye kaliyo me tabassum aane laga aane laga kaliyo me tabassum aane laga arman arman bhara dil gaane laga arman bhara dil gaane laga bulbul se bulbul se kaha gul ne hanskar bhul gaye kya, bhul gaye deke mujhe wo dard-e-jigar bhul gaye kya, bhul gaye deke mujhe wo