SONG: Daulat Ke Lalach Me, Ye Duniya Kho Baithi Imaan - दौलत के लालच मे, ये दुनिया खो बैठी ईमान

Daulat Ke Lalach Me, Ye Duniya Kho Baithi Imaan - दौलत के लालच मे, ये दुनिया खो बैठी ईमान

LYRICS:
daulat ke lalach me daulat ke lalach me ye dunia kho baithi iman khuda ko bhul gaya insan khuda ko bhul gaya insan daulat ke lalach me daulat ke lalach me ye dunia kho baithi iman khuda ko bhul gaya insan khuda ko bhul gaya insan apne bhi begane bane hai khun ka rishta tod ke beta maa ko thukrata hai nafrat se muh mod ke nafrat se muh mod ke or hamari is halat pe or hamari is halat pe hasta hai saitan khuda ko bhul gaya insan khuda ko bhul gaya insan dil me gunaho ka hai andhera shama bujhi sachi ki sunne ko tyar nahi hai koi bat bhalayi ki koi bat bhalayi ki jaise kisi ko neki badi ki jaise kisi ko neki badi ki nahi rahi pahchan khuda ko bhul gaya insan khuda ko bhul gaya insan