SONG: Daulat Agar Ho Paas To Duniya Khareed Lo - दौलत अगर हो पास तो दुनिया खरीद लो

Daulat Agar Ho Paas To Duniya Khareed Lo - दौलत अगर हो पास तो दुनिया खरीद लो

LYRICS:
duniya ke har kamaal mein paisa kamaal hai chaaron taraf bichhaa huaa paise kaa jaal hai haa paisa hi aadmi ki badaai ka hai nishaan paisa na ho to aadmi arhar ki daal hai daulat agar ho paas to haan arre waah ustaad arre daulat agar ho paas to duniya khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo bulbul ka dil ya gul ka kalejaa khareed lo bulbul ka dil ya gul ka kalejaa khareed lo aahe waah daulat agar ho paas to duniya khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo agar shaitaan ho dhanwaan to bhagwaan hotaa hai arre gadhe ke paas ho paisa to wo insaan hotaa hai aaaaa aaaa aaa yahaan paisa hi abba hai yahaan paisa hi amma hai kya samjhe na ho paisa to afsar gate ka darbaan hotaa hai waah waah waah waah paisa dikhaa ke koi bhi paisa dikhaa ke koi bhi rutbaa khareed lo paisa dikhaa ke koi bhi rutbaa khareed lo bulbul ka dil ya gul ka kalejaa khareed lo bulbul ka dil ya gul ka kalejaa khareed lo daulat agar ho paas toduniya khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo kahaa majnoon ne ik din ro ke yun lailaa ke abbaa se arre muhabbat ho gayee hai mujhko susrey teri bitiyaa se sunee ye baat to lailaa ke abbaa ko hansee aayee heen heen ha ha ho aaaheee hee arre duwanni ki ye soorat aur muhabbat meri lailaa se arre waah waah re waah paakit mein hai jo maal to aaa aaa aaa aaa paakit mein hai jo maal to lailaa khareed lo paakit mein hai jo maal to lailaa khareed lo bulbul ka dil ya gul ka kalejaa khareed lo bulbul ka dil ya gul ka kalejaa khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo duniya khareed lo aji duniya khareed lo duniya khareed lo arre duniya khareed lo haaye daulat agar ho paas to duniya khareed lo daulat agar ho paas to duniya khareed lo