SONG: Dastur Zamane Ka Ye Badla Nahi Jata, Hum Jaan Bhi Usko De De Jo - दस्तूर ज़माने का ये बदला नहीं जाता, हम जान भी उसको दे दे जो

Dastur Zamane Ka Ye Badla Nahi Jata, Hum Jaan Bhi Usko De De Jo - दस्तूर ज़माने का ये बदला नहीं जाता, हम जान भी उसको दे दे जो

LYRICS:
dastur zamane ka ye badla nahi jata hay har phool yaha pav se masla nahi jata hum jaan bhi unko de de jo pyar ke ho rakhwale hum jaan bhi unko de de jo pyar ke ho rakhwale hum jaan bhi unki lele jo tirchi nazar dale hum jaan bhi unko de de jo pyar ke ho rakhwale hum jaan bhi unki lele jo tirchi nazar dale hum jaan bhi unko de de dil bhi hai humne dekhe dildar to na paya dil bhi hai humne dekhe dildar to na paya jis pyar ke deewane wo pyar ho na paya bazar me jo majnu kehta hai laila laila hum khub jante hai kitna hai dil ka maila bachie ji zara inse bachie ji zara inse hai man ke sade kale hum jaann bhi uski lele jo tirchi nazar dale hum jaan bhi unko dede dhan ke nashe me koi firta hai muskurata dhan ke nashe me koi firta hai muskurata khali hai jeb jiski wo bhi akad dikhata tum laakh humse bolo chahat ki mithi boli iss rah me na kheli humne bhi kacchi goli humne bhi kacchi goli humne bhi kacchi goli dil aisa nahi apna dil aisa nahi apna dhokha bhi kahi khale hum jaan bhi uski lele jo tirchi nazar dale hum jaan bhi unko dede hum jaan bhi unko de de jo pyar ke ho rakhwale hum jaan bhi unki lele jo tirchi nazar dale