SONG: Dastur Ibaadat Kaa Duniyaa Se Niraalaa Ho - दस्तूर इबादत का दुनिया से निराला हो

Dastur Ibaadat Kaa Duniyaa Se Niraalaa Ho - दस्तूर इबादत का दुनिया से निराला हो

LYRICS:
dastur ibaadat kaa duniyaa se niraalaa ho ik hath me mala ho ik hath me pyala ho pujege saliqe se andaz magar apana ho yaad-e-khuda dil me saqi ne sambhala ho masti bhi taqaddus bhi ek saath chale dono ik simt ho mainkhana ik simt shivala ho masjid ki taraf se tu jana na kabhi saaqi zaahid bhi kahi tera na chahanevala ho voh dub kar mar jaaye madira ki surahi me maashuq ne gar dil ki mahafil se nikala ho voh dub kar mar jaaye madira ki surahi me maashuq ne gar dil ki mahafil se nikala ho