SONG: Dasht E Tanhaai Men Ai Jaan E Jahaan Larazaan Hai - दश्त ए तनहाई में ए जान ए जहां लरज़ां है

Dasht E Tanhaai Men Ai Jaan E Jahaan Larazaan Hai - दश्त ए तनहाई में ए जान ए जहां लरज़ां है

LYRICS:
dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai teri aawaz ke saaye tere hotho ke saraab dasht e tanhai me duri ke khas o khaak tale khil rahe hain tere pahlu ke saman aur gulaab dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai teri aawaz ke saaye tere hotho ke saraab dasht e tanhai me duri ke khas o khaak tale khil rahe hain tere pahlu ke saman aur gulaab dasht e tanhai me uth rahi hai kahi qurbat se teri saans ki aanch uth rahi hai kahi qurbat se teri saans ki aanch apni khushbu me sulagti hui maddham, maddham dur ufaq paar chamakti hui qatra qatra gir rahi hai teri dildaar nazar ki shabnam dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai teri aawaz ke saaye tere hotho ke saraab uth rahi hai kahi qurbat se teri saans ki aanch uth rahi hai kahi qurbat se teri saans ki aanch apni khushbu me sulagti hui maddham, maddham dur ufaq paar chamakti hui qatra qatra gir rahi hai teri dildaar nazar ki shabnam dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai teri aawaz ke saaye tere hotho ke saraab is qadar pyaar se e jaan e jaha rakha hai is qadar pyaar se e jaan e jaha rakha hai dil ke rukhsaar pe is waqt teri yaad ne haath yun gumaan hota hai garje hain abhi subh e firaaq dhal gaya hizr ka din aa bhi gayi basl ki raat is qadar pyaar se e jaan e jaha rakha hai is qadar pyaar se e jaan e jaha rakha hai dil ke rukhsaar pe is waqt teri yaad ne haath yun gumaan hota hai garje hain abhi subh e firaaq dhal gaya hizr ka din aa bhi gayi basl ki raat dasht e tanhaai me e jaan e jaha larzaan hai teri aawaz ke saaye tere hotho ke saraab