SONG: Das Na Jaye Tujhako Julfe Kaliya - डस ना जायें तुझको जुल्फें कालियाँ

Das Na Jaye Tujhako Julfe Kaliya - डस ना जायें तुझको जुल्फें कालियाँ

LYRICS:
das na jaye tujhko julfe kaaliya julfe kaaliya, kaaliya das na jaye tujhako julfe kaaliya tune kyun ye nagine hain paliya tune kyun ye nagine hain paliya das na jaye tujhako julfe kaaliya julfe kaaliya, kaaliya das na jaye tujhko julfe kaaliya teri mast aankho ke dore dekh kar teri mast aankho ke dore dekh kar teri mast aankho ke dore dekh kar ud gayi phulo ke ruk se laaliya ruk se laaliya, laaliya ud gayin phulo ke ruk se laaliya ruk se laaliya, laaliya das na jaye tujhko julfe kaaliya
tu agar gulshan me jana chhod de tu agar gulshan me jana chhod de tu agar gulashan me jana chhod de bhul jayengi lachkana daaliya lachakana daaliya, daaliya bhul jayengi lachkana daaliya lachakana daaliya, daaliya das na jaye tujhko julfe kaaliya tere rukasaro ko aksar chum kar tere rukasaro ko aksar chum kar tere rukasaro ko aksar chum kar jhum jati hain sunahri baaliya sunahri baaliya, baaliya jhum jati hain sunahri baaliya sunahri baaliya, baaliya das na jaye tujhko julfe kaaliya