SONG: Dariya Hai - दरिया है

Dariya Hai - दरिया है

LYRICS:
toofaan se yaari kare ye ishq kare ye kinaaron se toofaan kinaaron se lekin jhoothi jhoothi yaari jhootha jhootha ishq upar se thahra hai andar se gahra hai aankhon ka dhokha hai ziddi hai ye bas mein nahin hai ye waqt ka dariya doobe jo naa ubhre yaadon ka hai zariya ye waqt ka dariya rakhta raaz gahre bahe ispe duniya bahti lahar saa jo dikhta nazar se jo kitna farebi kitna hai saccha ye aasaan ye lagta hai mushkil ye hota hai aankhon ka dhokha hai ziddi hai ye bas mein nahin hai ye waqt ka dariya doobe jo naa ubhre yaadon ka hai zariya ye waqt ka dariya rakhta raaz gahre bahe ispe duniya ye waqt ka dariya