SONG: Dariya E Mohabbat Ka Gar Door Kinara Hai - दरिया-ए-मोहब्बत का, अगर दूर किनारा है

Dariya E Mohabbat Ka Gar Door Kinara Hai - दरिया-ए-मोहब्बत का, अगर दूर किनारा है

LYRICS:
dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai ummid ke basibo ummid ke basibo, fir kiska sahara hai dariya-e-mohabbat ka fir dhund rahi hai tumhe do, ashq bhari aankhe fir dhund rahi hai tumhe do, ashq bhari aankhe is dard bhare dil ne is dard bhare dil ne, fir tumko pukara hai dariya-e-mohabbat ka ro ro ke ro ro ke mohabbat me, behaal huye hai ham ro ro ke mohabbat me, behaal huye hai ham puchha na kabhi tumne puchha na kabhi tumne, kya haal tumhara hai dariya-e-mohabbat ka, agar dur kinara hai