SONG: Darde Dil Tu Hi Bata Ye Kaisi Gam Ki Sham Hai - दर्दे दिल तू ही बता ये कैसी गम की शाम हैं

Darde Dil Tu Hi Bata Ye Kaisi Gam Ki Sham Hai - दर्दे दिल तू ही बता ये कैसी गम की शाम हैं

LYRICS:
darde dil tu hi bata ye kaisi gam ki sham hai is jaha me kya wafa ka bewafai naam hai kya bewafai naam hai darde dil tu hi bata ye kaisi gam ki sham hai is jaha me kya wafa ka bewafai naam hai kya bewafai naam hai jis khushi ne pahle pahle dil ko baksha tha karar dil ko baksha tha karar jis khushi ne pahle pahle dil ko hota tha karar dil ko baksha tha karar ae game dil us khushi ka kya yahi anjam hai is jaha me kya wafa ka bewafai naam hai kya bewafai naam hai ae hawa usse ye kahna aajkal tere bagair aajkal tere bagair ae hawa us se ye kahna aajkal tere bagair aajkal tere bagair saans bhi lena hamare vaste ilzam hai is jaha me kya wafa ka bewafai naam hai kya bewafai naam hai