SONG: Dard Mila Hai Tere Pyar Ki Nishani - दर्द मिला है तेरे प्यार की निशानी

Dard Mila Hai Tere Pyar Ki Nishani - दर्द मिला है तेरे प्यार की निशानी

LYRICS:
dard mila hai tere pyar ki nishani o dene wale teri meharbani haye dard mila hai tere pyar ki nishani o dene wale teri meharbani haye dard mila hai laila ke kisse majnu ki kahani sara jag gaye laila ke kisse majnu ki kahani sara jag gaye heer ki chahe ranjhe ki aahe hum sunte aaye aaja ban jaye apni bhi kahani teri meri preet ab to hui purani haye dard mila hai tere pyar ki nishani o dene wale teri meharbani haye dard mila hai aankho me aankhe dil me dil rakhlo dur ho gile aankho me aankhe dil me dil rakhlo dur ho gile beete mahine hum to jee bharke kabhi na mile barkha ki rat ho ya rat suhani mere dukhe dil ki tune kabhi na mani dard mila hai tere pyar ki nishani o dene wale teri meharbani haye dard mila hai