SONG: Dard Mando Ka Jaha Me Aasra Koi Nahi - दर्द मंदों का जहाँ में आसरा कोई नहीं

Dard Mando Ka Jaha Me Aasra Koi Nahi - दर्द मंदों का जहाँ में आसरा कोई नहीं

LYRICS:
dard mando ka jaha me aasra koi nahi bewafa sara zmana va wafa koi nahi bewafa sara zmana roke aankhe puchhati chuke hai, mere dil se bar bar roke aankhe puchhati chuke hai, mere dil se bar bar ibtida rone ki hai, kya intihan koi nahi ibtida rone ki hai kya jab ummido ne kosa ab tumhara kon hai jab ummido ne kosa ab tumhara kon hai aarzuo ne tadap ke yu kaha koi nahi aarzuo ne tadap ke kya kahe kisse kahe kyu kar gaye, kaise kahe kya kahe kisse kahe kyu kar gaye, kaise kahe sunanevala dasta-ae-dard ka koi nahi dard mando ka jaha me