SONG: Dard Lage Pyara Pyara Pehle Pehle Pyar Ka - दर्द लगे प्यारा प्यारा पहले पहले प्यार का

Dard Lage Pyara Pyara Pehle Pehle Pyar Ka - दर्द लगे प्यारा प्यारा पहले पहले प्यार का

LYRICS:
dard lage pyara pyara pahle pahle pyar ka pahle pahle pyar ka pyar karne wala jane maja intzar ka maja intzar ka dard lage pyara pyara pahle pahle pyar ka pahle pahle pyar ka dekhte hi dekhte kaisi ghata cha gayi kaisi ghata cha gayi pyar ki bahar mere bagiya me aa gayi bagiya me aa gayi dekhte hi dekhte kaisi ghata cha gayi kaisi ghata cha gayi pyar ki bahar mere bagiya me aa gayi bagiya me aa gayi jaga jaga soya sapna bahar ka sapna bahar ka dard lage pyara pyara pahle pahle pyar ka jhuki jhuki ankhiyo me pyar ki kahani hai pyar ki kahani hai bahki bahki chal meri preet ki nishani hai preet ki nishani hai jhuki jhuki ankhiyo me pyar ki kahani hai pyar ki kahani hai bahki bahki chal meri preet ki nishani hai preet ki nishani hai mai janu ya dil jane maja pahli har ka maja pahli har ka dard lage pyara pyara pahle pahle pyar ka pahle pahle pyar ka pyar karne wala jane maja intzar ka maja intzar ka